Roman script

jai bolo jai bolo bolo jai jai bhole nath

jai bolo jai bolo bolo jai jai bhole nath

hum bole ji bam bam bhole

nazariya tir chalaye aaha kamariya so balkhaye oo ho

jawani jab bhi aaye kisi ko yaar banaye

jawani jab bhi aaye kisi ko yaar banaye

ho, jawani jab bhi aaye kisi ko yaar banaye

ye jisko yaar banaye usi ka sath nibhaye

ye jisko yaar banaye usi ka sath nibhaye

na tum ho tum na mai hu mai huyi hai halat ye kaisi

tumhara chehara hai mujhsa meri surat hai tum jaisi

nazariya tir chalaye aaha kamariya so balkhaye oo ho

jawani jab bhi aaye kisi ko yaar banaye

ye jisko yaar banaye usi ka sath nibhaye

mai sagar hu tum nadiya ho hamara mel jaruri hai

bina sagar ke dharti par har ek nadiya adhuri hai

nazariya tir chalaye aaha kamariya so balkhaye oo ho

jawani jab bhi aaye kisi ko yaar banaye

ye jisko yaar banaye usi ka sath nibhaye

haye, haye haye kya balkhaye

nashila madhma ka mosam gulabi aag udata hai

tumhara rup nadi jaisa sulagati pyas jagata hai

tumhari pyas bhujane ko mai badali ban ke lahrau

ho jaise badal me pani mai tum se aisi jud jau

nazariya tir chalaye aaha kamariya so balkhaye oo ho

jawani jab bhi aaye kisi ko yaar banaye

jawani jab bhi aaye kisi ko yaar banaye

ho, jawani jab bhi aaye haaye kisi ko yaar banaye 

ye jisko yaar banaye usi ka sath nibhaye

ye jisko yaar banaye usi ka sath nibhaye

Explore this song