Roman script

najar ki baat hai, kisi ko kya pata

najar ki baat hai, kisi ko kya pata

najar ne jo kaha woh dil ne sun liya

o ham juban se kyun kahe dil ki baat

hona tha huwa hai pyar

najar ki baat hai, kisi ko kya pata

najar ne jo kaha woh dil ne sun liya

o ham juban se kyun kahe dil ki baat

hona tha huwa hai pyar

najar ki baat hai, kisi ko kya pata

najar ne jo kaha woh dil ne sun liya

tufan uthaye teri surat mere dil me

rehti hai teri pyari murat mere dil me

khushbu teri abb tak meri sanso me rachi hai

machale huye armano me halchal si machi hai

jis vakt huyi pahali mulakat hamari

us vakt se dil hai teri chahat ka pujari

tufan uthaye teri surat mere dil me

rehti hai teri pyari murat mere dil me

o ham juban se kyun kahe dil ki baat

hona tha huwa hai pyar

najar ki baat hai, kisi ko kya pata

najar ne jo kaha woh dil ne sun liya

rehti hai hamesha teri hasrat mere dil me

har shay se hai badh kar teri kimat mere dil me

phulo ki tarah tu mere pehlu me mehakna

bin tere na ruk jaye kahi dil ka dhadakna

jis din se bichhaya hai tere dar pe bichhauna

mitti teri galiyo ki najar aati hai sona

bin tere na ruk jaye kahi dil ka dhadakna

mitti teri galiyo ki najar aati hai sona

o ham juban se kyun kahe dil ki baat

hona tha huwa hai pyar

najar ki baat hai, kisi ko kya pata

najar ne jo kaha woh dil ne sun liya

najar ki baat hai, kisi ko kya pata

o ham juban se kyun kahe dil ki baat

hona tha huwa hai pyar

najar ki baat hai, kisi ko kya pata

najar ne jo kaha woh dil ne sun liya

najar ki baat hai, kisi ko kya pata

Explore this song