Roman script

hu hu ho ho naiya jaldi le chalo mujhe 

saiya ke angna mere liye aaj wo le aaye hoge kangna 

saiya ke angna mere liye aaj wo le aaye hoge kangna 

naiya jaldi le chalo mujhe 

saiya ke angna mere liye aaj wo le aaye hoge kangna

mere liye aaj wo le aaye hoge kangna

ho ho ho sone ka ho kangna chandi ki ho bali 

sone ki ho kangna chandi ki ho bali 

makhmal ke choli re chamke ujali re chamke ujali 

sara gaaw dekhega mera chunri ko ragna 

mere liye aaj wo le aaye hoge kangna

mere liye aaj wo le aaye hoge kangna

aaye hoge balama jhumki laye hoge 

aaye hoge balama jhumki laye hoge 

dharke chirhani wo muskuraye hoge 

muskuraye hoge 

kangna bole hatho me to dole ang ang na 

mere liye aaj wo le aaye hoge kangna

mere liye aaj wo le aaye hoge kangna

kangna bjaaugi angna sajaaugi 

kangna bjaaugi angna sajaaugi 

ankhiyo se aarti karugi lajaugi 

main hansugi lajaaugi 

sans rahte chhorugi na sajna ke sang na 

mere liye aaj wo le aaye hoge kangna

mere liye aaj wo le aaye hoge kangna

naiya jaldi le chalo mujhe 

saiya ke angna mere liye aaj wo le aaye hoge kangna

Explore this song