Roman script

naino me mahabub ke dekhugi mai dub ke

naino me mahabub ke dekhugi mai dub ke

shadi ke baad mai mar jaau to gam nahi 

kavara nahi marna, kavara nahi marna

sahil pe baith ke dariya ke tufan ka 

nazara nahi karna, kavara nahi marna 

ye laaj ka ghughat kholugi ye baat mai sabse bolugi

ye laaj ka ghughat kholugi ye baat mai sabse bolugi

mere gharvalo chup rahne ka tum mujhe 

ishara nahi karna, kavara nahi marna 

ja chutki bhar sindur manga jaldi se meri maang saja

ja chutki bhar sindur manga jaldi se meri maang saja

mai mar gayi to leke mera naam tu 

pukara nahi karna, kavara nahi marna 

paani me aag lagani hai is dil par chot bhi khani hai

paani me aag lagani hai is dil par chot bhi khani hai

hasna hai rona hai jina hai dil tham ke 

guzara nahi karna, kavara nahi marna 

dil ka armaan nikal jaye phir chahe jaan nikal jaye

dil ka armaan nikal jaye phir chahe jaan nikal jaye

do uniya valo tum do dilo ko juda 

khudara nahi karna, kavara nahi marna 

ye dil ka phul nahi khilta to marke bhi chain nahi milta

ye dil ka phul nahi khilta to marke bhi chain nahi milta

milne se pahle teri judayi mujhe 

gavara nahi karna, kavara nahi marna 

shadi ke baad mai mar jaau to gam nahi 

kavara nahi marna, kavara nahi marna

sahil pe baith ke dariya ke tufan ka 

nazara nahi karna, kavara nahi marna 

kavara nahi marna, kavara nahi marna 

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song