Roman script

naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai

bachna babu jal nahi jana bahut kadi dhup hai

chand ko chune chala hai dekho

ud kar ek chakor re

chand ko chune chala hai dekho

ud kar ek chakor re

kaise pahuchega tu chakor re

par tere kamjor re par tere kamjor re

pagal panchi ye nahi jane chanda kitni dur hai

bachna babu jal nahi jana bahut kadi dhup hai

naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai

phul ki khatir mali ko kaato se nibana padta hai

pyar to hai ek aag ka dariya

dub ke jana padta hai dub ke jana padta hai

jo kuch hoga sab sahlenge is dil ko manjur hai

bachna babu jal nahi jana bahut kadi dhup hai

naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai

Explore this song