Roman script
khud hi dil ka rog lagaye, khud hi baitha roye naina re naina, tujhse bura na koye naina re tu hi bura, tu hi bura, tujhse bura na koye khud hi dil ka rog lagaye, khud hi baitha roye naina re, tu hi bura, tujhse bura na koye khud hi dil ka rog lagaye, khud hi baitha roye naina re sab ki prem kahaniya dil ki bechainiya tu hi shuru karwaye khud hi dil ka rog lagaye, khud hi baitha roye naina re naina, tujhse bura na koi naina re, tu hi bura, tujhse bura na koye khud hi dil ka rog lagaye, khud hi baitha roye naina re aansu banke chhalka jaye, dil ka peymana ishq mein hai itne sadme, dil ne na jana ab ik pal ki bhi duriyan, mujhse sahi jaye na dard bhare tanhaiyan, mujhse sahi jaye na naina re, tu hi bura, tujhse bura na koye khud hi dil ka rog lagaye, khud hi baitha roye naina re tute sapne bikhre arman, kya hua hasil bebasi ka chaya alam, kya kare yeh dil katte kate na rattiyan, mushkil judai badi yad aaye biti battiyan, lage yun gu si gadi naina re, tu hi bura, tujhse bura na koye khud hi dil ka rog lagaye, khud hi baitha roye naina re, naina re, naina re naina re, naina re
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Singer: Rahat Fateh Ali Khan
- Singer: Himesh Reshammiya
- Film / album: Dangerous Ishhq (2012)
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Sameer
- Actor: Karisma Kapoor
- Actor: Rajniesh Duggall
- Actor: Jimmy Sheirgill
- Actor: Divya Dutta
- Actor: Ruslaan Mumtaz
- Actor: Aarya Babbar
- Actor: Gracy Singh
- Actor: Samir Kochhar
- Lyricist: Shabbir Ahmed
singer: Shreya Ghoshal, Rahat Fateh Ali Khan, Himesh Reshammiya
Song video
singer: Shreya Ghoshal, Himesh Reshammiya, Rahat Fateh Ali Khan