Roman script

naina re dekhe unke nain

naina re dekhe unke nain

basant unme bahaar unme

basant unme bahaar unme

jiwan kaa ras singaar unme

jiwan kaa ras singaar unme

duniya bhar kaa chain

naina re dekhe unke nain, naa nain

naina dekh naina haare

naina dekh naina haare

naina aa, naina aa

naina dekh naina haare, phirte hain mare-mare

naina dekh naina haare, phirte hain mare-mare

tadpat hain din-rain

naina re dekhe unke nain, naina

basant unme bahaar unme

basant unme bahaar unme

jiwan kaa ras singaar unme

jiwan kaa ras singaar unme

duniya bhar kaa chain

naina re dekhe unke nain

naina re dekhe unke nain

Explore this song