Roman script

naina bole naina dil ki ye bate dhime se

naina bole naina dil ki ye bate dhime se

man behka tan mehka

puchhe pawan bata sajan koi hai na 

bole naina dil ki ye baate dhime se

raato ko ab to mujhe nind na aaye

palko se meri ab to koi khawab churaye

bewajah man ko aaye karar 

bin mausam me pau malhaar 

jhumu nachu khud se puchhu

huya ye kya kaha gaya hai chaina

bole naina dil ki ye baate dhime se

naina bole naina dil ki ye bate dhime se

man behka tan mehka

puchhe pawan bata sajan koi hai na 

bole naina dil ki ye baate dhime se

Explore this song