Roman script

palko se uljhi palak, yeh kissa gaya dil talak

ho dil ne kaha dekh li in aankho me rab ki jhalak

lamho ki mulakaato me, hame bandh ke jazbato me

lamho ki mulakaato me, hame bandh ke jazbato me

bin bole har bhed jiya ka khol gaye

jo hum keh na paaye, naina bol gaye

jo hum keh na paaye, naina bol gaye

naina bol gaye, naina bol gaye

naina bol gaye, naina bol gaye

jo hum keh na paaye, naina bol gaye

jo hum keh na paaye, naina bol gaye

mannate, minnate rang laane lagi

jannate ru-ba-ru mere aane lagi

ho mannate, minnate rang laane lagi

jannate ru-ba-ru mere aane lagi

khul ke khilne lagi khwahishe

manchali si hain farmayishe

saanso me ehsaas nasha sa ghol gaye

jo hum keh na paaye, naina bol gaye

jo hum keh na paaye, naina bol gaye

hauslo ko hawa de gayi chahate

tum mile to mili dil ko sau raahate

hum sulajhne, ulajhne lage

ishq kya hai samajhne lage

hum sambhle to dil diwane dol gaye

jo hum keh na paaye, naina bol gaye

jo hum keh na paaye, naina bol gaye

naina bol gaye, naina bol gaye

naina bol gaye, naina bol gaye

jo hum keh na paaye, naina bol gaye

jo hum keh na paaye, naina bol gaye

Explore this song