Roman script

naina milaye ke hans ke dikhaye
naina milaye ke hans ke dikhaye
ye jauvan lutaye kamar lachakaye 
kis ang ka jalwa loge 
ho kis ang ka jalwa loge
ek raat mein kya kya karoge 
ek raat mein kya kya karoge 
kahna hai aasan karna hai mushkil
le lo shawab ki masti nichod ke 
aaye hai laaj sharm ham ghar hi mein chhod ke
le lo shawab ki masti nichod ke 
jaam se pilaye ki jaam ban jaaye
kaun si adao se dil bahalaye
ho kis ang ka jalwa loge 
ho kis ang ka jalwa loge
ek raat mein kya kya karoge 
ek raat mein kya kya karoge 
najuk badan gulab sa tumne chhua nahi 
jo hona chahiye wo ab tak hua nahi
jo hona chahiye wo ab tak hua nahi
naach ke dikhaye ke jhoom ke dikhaye
naach ke dikhaye ke jhoom ke dikhaye
ye hath laao aage lo chum ke dikhaye
ho kis ang ka jalwa loge 
ho kis ang ka jalwa loge
ek raat mein kya kya karoge 
ek raat mein kya kya karoge

Song details

Song video

Watch on YouTube