Roman script

nain mila lo, nain mila lo

pyaar ka dar hai pyaar to hoga

dil mila lo, dil mila lo

dard ka dar hai dard to hoga

chaho bach jaaye nain mila ke

dil mila ke haay dil mila ke

puchho shamma se ya parwaane se ja ke

parwaane se ja ke

shamma bano tum, parwaane hum

jalne ka dar hai jalna to hoga

thandi thnadi hawa ho aur mausam suhana

mausam suhana

pyaar kar lo pyaar ka aaya jamana

aaya jamana

bijli ho tum, baadal hai hum

tufaan ka dar hai tufaan to hoga

darte darte dekh rahi hai haay jindagni

haay jawani

dur chale aur sath bitaaye jindagaani

bitaaye jindagaani

kahan chale, haram chalo

registaan ka dar hai

africa chalo ? kaabul chalo pathan ka dar hai

to ghar bula lo abbajaan ka dar hai

ghar me abbajaan ka dar hai

kaabul me pathan ka dar hai

haram me registaan ka dar

africa me ? dar hai

kaam ka dar hai, jaan ka dar hai

dar hi dar hai, dar hi dar hai

yaani saare jahan ka dar hai

to jahannum chalo, jahannum chalo

shaitaan ka dar hai, shaitaan to hoga

to hume bula do nahi bulaate

nain mila lo nahi milaate

dil mila lo nahi milaate

hath mila lo nahi milaate

wajah bata do, wajah bata do

pyaar ka dar hai pyaar to hoga

nain mila lo, nain mila lo

pyaar ka dar hai pyaar to hoga

dil mila lo, dil mila lo

dard ka dar hai dard to hoga

Explore this song