Roman script

naina mila ke dil chhina

naina mila ke dil chhina

haye sajan kyu bhul gaye

haye balam kyu bhul gaye

naina mila ke dil chhina

naina mila ke

jabse gaye ho piya chain na aaye

jabse gaye ho piya chain na aaye

murjhaye dil ki kali yaad sataye yaad sataye

jina kaha hai ab jina jina kaha hai ab jina

haye sajan kyu bhul gaye

haye balam kyu bhul gaye

dil ki khabar hi na li dil ko lubha ke

dil ki khabar hi na li dil ko lubha ke

bhule vo aise preetam apna bana ke

bhule vo aise preetam apna bana ke

jaise mile the kabhi na jaise mile the kabhi na

haye sajan kyu bhul gaye 

haye balam kyu bhul gaye

manva ye chahe geet gau koi geet gau

manva ye chahe geet gau koi geet gau

kaise sunau haye kisko sunau

kaise sunau haye kisko sunau

tut gayi hai man bina 

tut gayi hai man bina

tut gayi hai man bina

haye sajan kyu bhul gaye

haye balam kyu bhul gaye

Explore this song