Roman script

nain katile honth rasile 

hoye nain katile honth rasile 

halki fulki chal, aji kya baat hain

dekh akeli mujhpar dale 

aji dekh akeli mujhpar dale 

matlab ka janjaal, aji kya baat hain

nain katile honth rasile 

halki fulki chal, aji kya baat hain

pyar se mukh ko moda jisne 

uska jina jina kya 

apana rasta chhoda jisne 

uska jina jina kya 

pyar se mukh ko moda jisne 

uska jina jina kya 

apana rasta chhoda jisne 

uska jina jina kya 

nazar milake, nazar chura li 

hoye nazar milake, nazar chura li 

puchha bhi na haal, aji kya baat hain

dekh akeli mujhpar dale 

matlab ka janjaal, aji kya baat hain

haal kya puchhu uska main to 

khud diwana ban jau 

ishq ki bazi khel raha hu

tan jaye ya man jaye 

haal kya puchhu uska main to 

khud diwana ban jau 

ishq ki bazi khel raha hu

tan jaye ya man jaye 

dekh ke mera rup anokha 

aji dekh ke mera rup anokha 

kyun tapke hain raar, aji kya baat hain

nain katile honth rasile 

halki fulki chal, aji kya baat hain

aao ham tum aji shadi kar le  

aao ham tum shadi kar le 

chalkar nainitaal, aji kya baat hain

nain katile honth rasile 

halki fulki chal, aji kya baat hain

Explore this song