Roman script

nain kabootar ud gaye dono

arey nain kabootar ud gaye dono

nain kabootar ud gaye dono

nain kabootar ud gaye dono ache nain ladaye 

aise ude kabootar mere loat ke fir na aaye

nain kabootar o nain kabootar 

nain kabootar ud gaye dono

arey nain kabootar ud gaye dono ache nain ladaye 

aise ude kabootar mere loat ke fir na aaye

nain kabootar ud gaye dono

arey nain kabootar ud gaye dono

haye akala chhod  gaye hai bedardi dil toad gaye hai

haye akala chhod  gaye hai bedardi dil toad gaye hai

kab ruk te hai udne vale ud jate hai tod ke tale

pyar me huye hai hum sodai rabba teri duhai

lut ke le gaya ek har jayi pal me meri kamayi

ache nain ladaye 

aise ude kabootar mere loat ke fir na aaye

nain kabootar ud gaye dono

arey nain kabootar ud gaye dono

kaun tha jisne pyar banaya dil me mitha dard jagaya

kaun tha jisne pyar banaya dil me mitha dard jagaya

pyar ahi ek anmol khazana pyar kiya to maine jana

jab se hue hai prem diwane ban gaye hai afsane

duniya ki duniya hi jane pyar to ek na mane

ache nain ladaye 

aise ude kabootar mere loat ke fir na aaye

nain kabootar ud gaye dono

arey nain kabootar ud gaye dono

kal tak thi jo aaj nahi hu ab tu jaha hai mai bhi vahi hu

kal tak thi jo aaj nahi hu ab tu jaha hai mai bhi vahi hu

ha pyar ne apna rang dikhaya yaar ko aakhir khich hi laya

pyar kiya to fir kya darna kya jina kya marna

pyar karege pyar kiya hai pyar hume hai karna

ache nain ladaye 

aise ude kabootar mere loat ke fir na aaye

nain kabootar ud gaye dono

arey nain kabootar ud gaye dono

nain kabootar ud gaye dono

nain kabootar ud gaye dono

Explore this song