Roman script

nain dor se bandh liyo chitchor
nain dor se bandh liyo chitchor 
chor ab kaise jayega kaho ji kaise jayega
chhai ghata ghanghor mast hai mor 
chhai ghata ghanghor mast hai mor
mor ye shor sunayega suno ji shor sunayega
mahman mahman mere man mane
tere dekhu sapne suhane 
tere dekhu sapne suhane
meri dagmag jiwan naiya naiya 
khiwaiya par lagayega
khiwaiya par lagayega
nain dor se bandh liyo chitchor
nain dor se bandh liyo chitchor 
chor ab kaise jayega kaho ji kaise jayeg
main pawan tum bijali main pani tum machhali
main pawan tum bujali main pani tum machhali
main siyan tum kajal main dharati tum badal 
main dharati tum badal
mora dhadak dhadak ke jiyara jiyara 
mora dhadak dhadak ke jiyara jiyara
ye git sunayega
sajan ye git sunayega
nain dor se bandh liyo chitchor

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Karan Deewan, Meena Kumari