Roman script

nahi ye ho nahi sakta ke teri yad na aye
bina tere kahi bhi dil mera abh chain na paye
tujhe bhulne se pehle meri jaan chali jaye 
nahi ye ho nahi sakta ke teri yad na aye
bina tere kahin bhi dil mera abh chain na paye

o meri jaan chali jaye o meri jaan chali jaye 

agar mujhpe yaki na ho mujhe tum azma lena
mai tumse pyar karta hun jaha chahe bula lena
todunga na ye vade wafa ye vade wafa
mai ashiq hun diwana hun koi kya mujhko samjhaye
nahi ye ho nahi sakta ke teri yad na aaye
bina tere kahin bhi dil mera abh chain na paye
tujhe bhulne se pehle meri jaan chali jaye 
tujhe bhulne se pehle meri jaan chali jaye 
o meri jaan chali jayeo meri jaan chali jaye 
o meri jaan chali jaye o meri jaan chali jaye 
nahi ye ho nahi sakta ke teri yad na aye
bina tere kahi bhi dil mera ab chain na paye
tujhe bhulne se pehle meri jaan chali jaye 
tujhe bhulne se pehle meri jaan chali jaye 
meri jaan chali jaye meri jaan chali jaye
o meri jaan chali jaye meri jaan chali jaye
mohabbat ki hado se hum chalo age nikal jaye
basa lein ghar dilo me hum na duniya ko nazar aye
chupp ke sune dhadkanon ki sada dhadkanon ki sada
meri diwangi dilbar tere sar ki kasam khaye
nahi ye ho nahi sakta ke teri yad na aye
tujhe bhulne se pehle meri jaan chali jaye 
tujhe bhulne se pehle meri jaan chali jaye  
bina tere kahin bhi dil mera ab chain na paye
tujhe bhulne se pehle meri jaan chali jaye  
tujhe bhulne se pehle meri jaan chali jaye 
tujhe bhulne se pehle meri jaan chali jaye 
tujhe bhulne se pehle meri jaan chali jaye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kumar Sanu, Sadhana Sargam

actor: Bobby Deol, Twinkle Khanna