Roman script

khamoshi ke khat wo mere naam kar gaya

kore kore dil pe mere, yaade bhar gaya

puchhun main khuda se ye tune kya kiya

jo tohfa diya tha, wo kyun hai le liya

nahi wo saamne, ye kaise maan loon

nahi wo saamne, ye kaise maan loon

ha koi bata de, rakhun main kaise ab sabar

nahi wo saamne, ye kaise maan loon

nahi wo saamne, ye kaise maan loon

Explore this song