Roman script

nahi hai koi bhi sunne wala 
nahi hai koi bhi sunne wala 
sunaye kisko kahani aapni 
suno re bachpan ne hamko pala 
suno re bachpan ne hamko pala 
gamo ne dukhi ki jawani apni 
nahi hai koi 
fiza se hamko nahi gila kuch
bahar ne hai hame ujada 
fiza se hamko nahi gila kuch
bahar ne hai hame ujada 
jo pyar karte the gaye hai 
jo pyar karte the gaye hai 
badar bhi apna nishani apni 
nahi hai koi 
bata rahi hai hame gareebi 
suna rahi hai ye badnaseebi
bata rahi hai hame gareebi 
suna rahi hai ye badnaseebi
tadap tadap kar hamare aasun 
tadap tadap kar hamare aasun 
suna rahe hai apni kahani 
nahi hai koi

Song details

Song video

Watch on YouTube