Roman script

nahi dur manzil nahi dur tujhse 
nahi dur manzil nahi dur tujhse 
in rahon pe tu chalta chal 
gum aaye bhi to hasta chal  
nahi dur manzil nahi dur tujhse 
nahi dur manzil nahi dur tujhse 
duniya ek musafir khana
kya pata kiska kahan aabodana
ye jeevan hai is jeevan mein 
tu sapno ke rang bharta chal
nahi dur manzil nahi dur tujhse 
nahi dur manzil nahi dur tujhse 
dil hai chandi ya sona nahi hai
yaron dil ek khilauna nahi hai
apne hathon kismat apni
o banjare tu likhta chal
nahi dur manzil nahi dur tujhse 
nahi dur manzil nahi dur tujhse

Song details

Song video

Watch on YouTube