Roman script

nahi nahi abhi nahi, abhi karo intejar chhodo na

nahi nahi abhi nahi, abhi karo intejar

nahi nahi kabhi nahi, mai hu bekarar

na na na na mm hm hm hm

na na na na, na baba

mai bhi jawan tu bhi jawan, kami hai kis bat ki

mai bhi jawan tu bhi jawan, kami hai kis bat ki

yaha aao na ghabrao, rut hai mulakat ki

ha nahi nahi ha abhi nahi, phir kabhi dildar

nahi nahi kabhi nahi, mai hu bekarar

bade woh ho tum piya, jid kyun nahi chhod ate

bade woh ho tum piya, jid kyun nahi chhod ate

han kaliyo ko khilne se, pehle nahi todte

na, nahi nahi kabhi nahi, chali jayegi bahar

nahi nahi abhi nahi thoda intejar

hm hm hm na na ah ha ha na na

nahi nahi abhi nahi, abhi karo intejar

nahi nahi kabhi nahi, mai hu bekarar

na na na na mm hm hm hm

na na na na, na baba

janeja phir kahan aisi tanhaiya

oh jane bhi do chhodo mujhe hogi ruswaiya

na, nahi nahi kabhi nahi mat karo inkar

nahi nahi abhi nahi thoda intejar, thoda intejar

Explore this song