Roman script

kya kahin 

kya kahin phir koi basti ujadi 

log kyun jashn manane aaye

nagri nagri

nagri nagri phira musafir ghar ka rasta bhul gaya

kya hai tera kya hai mera apna paraya bhul gaya

kya bhula kaise bhula kyun puchhte ho bas yu samjho

karan dosh nahi hai koi bhula bhala bhul gaya

karan dosh nahi hai koi bhula bhala bhul gaya

kya hai tera kya hai mera apna paraya bhul gaya

nagri nagri phira musafir ghar ka rasta bhul gaya

apni biti jag biti hai jabse dil ne jaan liya

apni, apni biti

apni biti jag biti hai jabse dil ne maan liya

hanste hanste jivan bita rona dhona bhul gaya

jabse hanste hanste jivan bita

hanste hanste jivan bita rona dhona bhul gaya

nagri nagri phira musafir ghar ka rasta bhul gaya

jisko dekho uske dil me shikwa hai to itna hai

jisko dekho uske dil me 

jisko dekho uske dil me shikwa hai bas itna hai

hume to sab kuch yaad raha par humko zamana bhul gaya

hume to sab kuch yaad raha par humko zamana bhul gaya

nagri nagri phira musafir ghar ka rasta bhul gaya

koi kahe ye kisne kaha tha kah do jo kuch ji me hai

koi kahe ye kisne kaha

koi kahe ye kisne kaha tha kah do jo kuch ji me hai

mera ji mera ji

mera ji kah kar pachhtaya aur phir kahna bhul gaya

mera ji kah kar pachhtaya aur phir kahna bhul gaya

nagri nagri phira musafir ghar ka rasta bhul gaya

kya hai tera kya hai mera apna paraya bhul gaya

nagri nagri phira musafir ghar ka rasta bhul gaya

bhul gaya, bhul gaya, bhul gaya

Explore this song