Roman script

are aye nagar nagar hai taza khabar 

pyar ki najuk hathkadiyo mein jakdi gayi 

jisne hai daale dakuo pe daake wo daku hasina pakdi gayi 

are aye nagar nagar hai taza khabar 

pyar ki najuk hathkadiyo mein jakdi gayi

jisne hai daale dakuo pe daake wo daku hasina pakdi gayi 

are aye

banke kali bahar ban gayi hoke jawa kataar ban gayi 

jispe thi kal sabki najar najro ka wo shikar ban gayi 

jo sabki dushman thi saajan ki yaar ban gayi 

nagar nagar hai taza khabar 

pyar ke najuk hathkadiyo mein jakdi gayi 

jisne hai daale dakuo pe daake wo daku hasina pakdi gayi 

are aye 

katil najar katil ada jo bhi mila jakhmi huwa 

dilwalo ki sarkar mein koi use pakad na saka 

ab dekhenge hoga are anjam uska kya 

nagar nagar hai taza khabar 

pyar ke najuk hathkadiyo mein jakhdi gayi 

jisne hai daale dakuo pe daake wo daku hasina pakdi gayi 

are ae nagar nagar hai taza khabar 

pyar ke najuk hathkadiyo mein jakdi gayi 

jisne hai daale dakuo pe daake wo daku hasina pakdi gayi 

are aye

Explore this song