Roman script

nadi kinare baith ke aao
phir se ji bahlaaye 
nadi kinare baith ke aao 
phir se ji bahlaaye
chulu bhar bhar paani ki boonde 
bhar bhar barsaaye
nadi kinare baith ke aao 
phir se ji bahlaaye 
nadi kinare baith ke aao 
phir se ji bahlaaye 
sukhvan jab ban ke raaja 
sukhvan jab ban ke raaja 
pavan jaag utha 
pavan jaag utha 
mil jul kar phir 
ban mein hum tum 
apna raaj chalaaye 
apna raaj chalaaye 
nadi kinare baith ke aao 
phir se ji bahlaaye 
nadi kinare baith ke aao 
phir se ji bahlaaye 
kaagaz ki ek naaw banaakar 
jal mein usse chaalye 
kaagaz ki ek naaw banaakar 
jal mein usse chaalye 
duniya ki tasveer banaakar 
duniya ki tasveer banaakar 
duniya ko dikhlaaye 
duniya ko dikhlaaye 
nadi kinare baith ke aao 
phir se ji bahlaaye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Motilal, Maya Banerjee