Roman script

nadan nasamjh pagal deewana
sabko apna mana tune magar ye na jana
matlabi hai log yaha par matlabi zamana
matlabi hai log yaha par matlabi zamana
socha saya saath dega nikla wo begana
begana begana, apno me main begana
matlabi hai log yaha par matlabi zamana
socha saya saath dega nikla wo begana
begana begana, apno me main begana begana
khushiya churake gujare wo din
kante chupake pichhde wo din
aankho se aansu bahne lage 
bahte ye aansu kahne lage
ye kya hua ye kyun hua 
kaise hua maine na jana
matlabi hai log yaha par matlabi zamana
socha saya saath dega nikla wo begana
begana begana, apno me main begana begana
zinda hai lashe murda zami hai
jine ke kabil duniya nahi hai  
duniya ko thokar kyu na laga du 
khud apni hasti kyu na mita du
jee ke yaha jee bhar gaya 
dil ab to marne ka dhundhe bahana
matlabi hai log yaha par matlabi zamana
socha saya saath dega nikla wo begana
begana begana, apno me main begana 
matlabi hai log yaha par matlabi zamana
socha saya saath dega nikla wo begana
begana begana, apno me main begana begana

Song details

Song video

Watch on YouTube