Roman script

hoye 

nachu main 

nachu main jhum jhum, kismat ko chum chum 

din hain khushi ka, mausam suhana 

nikla hain 

nikla hain chanda daadal ki ot se 

taro ne cheeda dilkash tarana 

nachu main jhum jhum

mast hawaye rangi fijaye 

mast hawaye rangi fijaye 

baanki adaye kisi ko bulaye 

baanki adaye kisi ko bulaye 

kisi ko bulaye 

main bhi na jaanu, chupke se aake 

luta hain kisne dil ka khajana 

nachu main jhum jhum 

tu bhi to ga le, khushiya mana le 

tu bhi to ga le, khushiya mana le 

mehfil saja le o dilwale 

mahfil saja le o dilwale 

o dilwale 

karna jo kar le aaj diwane 

aaye na shayad fir ye jamana 

nachu main jhum jhum, kismat ko chum chum 

din hain khushi ka, mausam suhana 

nikla hain chanda daadal ki ot se 

taro ne cheeda dilkash tarana 

nachu main jhum jhum

Explore this song