Roman script

nari nahi hai sapna 

nari nahi kahani 

nari ki god me hi 

chalti hai jindagani

nari nahi hai sapna 

nari nahi hai kahani 

nari ki god me hi 

chalti hai jindagani

nari ki jindagi to kanto me hi pali hai 

nari ki jindagi to kanto me hi pali hai 

aansu ke jal me fuli gam kha kar pali hai 

aansu ke jal me fuli gam kha kar pali hai 

fir bhi jahar wo pikar amrit hi batati hai 

fir bhi jahar wo pikar amrit hi batati hai 

wo phul ki pankhuriy lohe ko katati hai 

lohe ko katati hai 

nari nahi hai sapna 

nari nahi kahani 

nari ki god me hi 

chalti hai jindagani 

sab kuch wo jit kar bhi 

sab kuch wo hatati hai 

hai sneh ki wo devi 

mamta ki aarti hai 

ghar ghar ki wo hi lakshmi 

sindur banke damke 

mata pade to todi 

talwar banke chamke 

talwar banke chamke 

nari nahi hai sapna 

nari nahi kahani 

nari nahi hai sapna 

nari nahi kahani

Explore this song