Roman script

naam se kya lena mera kam dekho yaro

naam se kya lena mera kam dekho yaro

arey naam to hota hai badnaam dekho yaro

kis ko kaha se uthana hai 

kis ko kaha pahuchana hai 

ye apna dhanda purana hai

kam ka leta hu inam dekho yaro

kam ka mai leta hu inam dekho yaro

arey naam se kya lena mera kam dekho yaro

naam se kya lena mera kam dekho yaro

mere nagmo ke diwane hai kai 

yaha waha mere nishane hai kai

o mere nagmo ke diwane hai kai

yaha waha mere nishane hai kai

abhi mujhe parde hatane hai kai

logo ko tamaashe dikhane hai kai

jaldi jaldi bhar lo ye jam dekho yaro

jaldi jaldi bhar lo ye jam dekho yaro

hath jal jayenge ye sham dekho yaro 

dil aapka behlana hai apna bhi kam banana hai

ye apna dhanda purana hai

naam se kya lena mera kam dekho yaro

naam se kya lena mera kam dekho yaro

arey naam to hota hai badnaam dekho yaro

duniya me paisa nachaye sabko 

yahi hai jo rasta bhulaye sabko

paise ki tamana staye sabko 

par ye gale na lagaye sabko

paise ki tamana staye sabko 

par ye gale na lagaye sabko

paise ka zamana gulam dekho yaro

paise ka zamana gulam dekho yaro

arey sab kare isko salam dekho yaro

aag pani me mila ke rakh du

zami ko phalak se mila ke rakh du 

o ho aag pani me mila ke rakh du

zami ko phalak se mila ke rakh du 

pathar ko bhi hila ke rakh du

sari mehfil ko nacha ke rakh du 

khel to dikhaya anjam dekho yaro 

khel to dikhaya anjam dekho yaro 

kam abhi karunga tamam dekho yaro

yaha jogi mera nishana hai 

mujhe pyar se le jana hai 

ye apna dhanda purana hai

naam se kya lena mera kam dekho yaro

naam se kya lena mera kam dekho yaro

naam to hota hai badnaam dekho yaro

Explore this song