Roman script

kismat ne mara sadko ne pala 
kismat ne mara sadko ne pala 
aaya garibo ka rakhwala 
batun mai amrit pi vish ka pyala 
batun mai amrit pi vish ka pyala 
are naam mera shankar bhola bhala 
naam mera shankar bhola bhala 
kismat ne mara sadko ne pala 
kismat ne mara sadko ne pala 
aaya garibo ka rakhwala 
batun mai amrit pi vish ka pyala 
are naam mera shankar bhola bhala 
naam mera shankar bhola bhala 
muflis ko dekhu ki ankh bhar aaye 
bhikh mange bachpan to mujhe sharam aaye 
laaj lutti dekhu to kaise man sambhalun 
ji me aata hai trishul mai utha loon 
trishul mai utha loon 
aaya paapiyo ka sarvanash karne wala 
are naam mera shankar bhola bhala 
naam mera shankar bhola bhala 
batu mai amrit pi vish ka pyala 
are naam mera shankar bhola bhala 
kamjor par jab sitam koi dhaye 
ankho me meri to khoon utar aaye 
kamjor par jab sitam koi dhaye 
ankho me meri to khoon utar aaye 
dekhi nahi jati mujhse to beinsafi 
de nahi sakta mai apradhiyo ko mafi 
apradhiyo ko mafi are hum to 
use marange jisne hume mara 
are naam mera shankar bhola bhala
naam mera shankar bhola bhala

Song details