Roman script

naam likh kar woh mera ret par mitta dega

yaad aa jaane ke woh mujhko yun saja dega

hamne boyi nahi iss saal dushmani ki fasal

shayad iss baar koi dost hi daga dega

shayad iss baar koi dost hi daga dega

kuchh iss tarah se hai shamil meri mitti me hasi

chhu ke dekho mera har zakhm muskura dega

naam likh kar woh mera ret par mitta dega

yaad aa jaane ke woh mujhko yun saja dega

naam likh kar woh mera ret par mitta dega

naam likh kar woh mera ret par mitta dega

Explore this song