Roman script

naam kya hai

yahi zalim to sab kuchh hain

par main wo

nahi hain tu yahi dukh hain

he naam kya hai

yahi zalim to sab kuchh hain

are par main wo

nahi hain tu yahi dukh hain

ab to huye hum tere diwane

jaiye phir pagal khane

baat meri duniya maane

phir kya kahogi bak bak hain

naam kya hai

yahi zalim to sab kuch hain

par main wo

nahi hain tu yahi dukh hain

ab to huye hum tere diwane

are jaaiye phir pagal khane

baat meri duniya mane

phir kya kahogi bak bak hain

naam kya hai

yahi zalim to sab kuchh  hain

par main wo

nahi hain tu yahi dukh hain

ye vehamo ka jaal hain

achhi teri chaal hain

kitana chahun main tujhe

maili na karna mujhe

ho ye vehamo ka jaal hain

achhi teri chaal hain

kitana chahun main tujhe

are maili na karna mujhe

tauba tauba kya keh dala

aay haye bichara dilwala

dekho meri halat kya hain

dekho meri surat kya hain

kyaa pyari surat hain

sab usi ki ronak hain

naam kya hai

yahi zalim to sab kuchh  hain

par main wo

nahi hain tu yahi dukh hain

ab to huye hum tere diwane

jaiye phir pagal khane

baat meri duniya mane

phir kya kahogi bak bak hain

naam kya hai

Yahi zalim to sab kuchh  hain

par main wo

Nahi hain tu yahi dukh hain

jaldi phuto yaar tum

samjho mera pyar tum

bholapan to dekhiye

sachche mann ko dekhiye

are jaldi phuto yaar tum

samjho mera pyar tum

bholapan to dekhiye

sachche mann ko dekhiye

yaani tera dil sachcha hain

chaal chalan ka bhi achha hain

pichha chhodo tab jaanu main

sachcha hoon to kyun manu main

jhutha kaam jhutha naam

naam me kyaa rakha hain

naam kya hai

yahi zalim to sab kuchh  hain

par main wo

nahi hain tu yahi dukh hain

ab to huye hum tere diwane

jaaiye phir pagal khane

baat meri duniya maane

phir kya kahogi bak bak hain

naam kya hai

yahi zalim to sab kuchh  hain

par main wo

nahi hain tu yahi dukh hain

Explore this song