Roman script

haay

naadaan hai anjaan hai 

naadaan hai anjaan hai yaar sharma gaya

gori gori surat dekhi aur pasina aa gaya

naadaan hai naadaan hai 

anjaan hai yaar sharma gaya

gori gori surat dekhi aur pasina aa gaya

naadaan hai

wo samajhe hai khilaadi 

main jaanu hai anaadi 

wo samajhe hai khilaadi 

main jaanu hai anaadi

aankh milaane ki ghabra gaya ghabra gaya

naadaan hai naadaan hai 

anjaan hai yaar sharma gaya

gori gori surat dekhi aur pasina aa gaya

naadaan hai

aaya hai dil churaane jara dekho to bahaane 

aaya hai dil churaane jara dekho to bahaane

chot jarasi khaayi to balkha gaya balkha gaya

naadaan hai naadaan hai 

anjaan hai yaar sharma gaya

gori gori surat dekhi aur pasina aa gaya

naadaan hai

ab chhodo ye sharmaana 

ye ghabraana pachhtaana 

ab chhodo ye sharmaana 

ye ghabraana pachhtaana

ye dilwaalo ki mehfil hai 

jo aa gaya so aa gaya

naadaan hai naadaan hai 

anjaan hai yaar sharma gaya

gori gori surat dekhi aur pasina aa gaya

naadaan hai

Explore this song