Roman script

waise to main samajhta hun 

kya galat hai kya sahi 

bhola bhala bhale hi lagta hun 

magar kisi se kam nahi 

bas ek kamjori hai 

samjho nmajboori hai 

bin soche bin chahe 

main han se han milata 

kya karu ki mujhe 

na kahna nahi aata 

kisi ka dil bhi 

dukhaya nahi jata 

koi kahe please 

aur maange chij 

to use main taal na pata 

kya karu ki mujhe 

na kahna nahi aata 

kahna chahu to na aur han kahu

kya mushibat hai re bhaai 

kis tarah se khud ko rok lun 

hoga koi to upay 

is dil ki hi sunu 

main jo chahun wahi karu 

aisa kar maano ye main gana 

ye gana main na gata 

kya karu ki mujhe 

na kahna nahi aata 

kisi ka dil bhi 

dukhaya nahi jaata 

koi kahe please 

aur maange chij 

to use main taal na pata 

kya karu ki mujhe 

na kahna nahi aata 

bas ek kamjori hai 

samjho majboori hai 

bin soche bin chahe 

main han se han milata 

kya karu ki mujhe 

na kahna nahi aata 

na kahna nahi aata 

kisi ka dil bhi 

dukhaya nahi jata 

koi kahe please 

aur maange chij 

to use main taal na pata 

kya karu ki mujhe 

na kahna nahi aata

Explore this song