Roman script

na kar yaar, na kar yaar

o na kar yaar, na kar yaar

are kaha na, na kar yaar

main ajnabi zamane me, albela diwana

jivan me masti chahu re

main ajnabi zamane me, albela diwana

jivan me masti chahu re

kabhi jo dekha na, kabhi jo socha na

wo sabkuch kisse maangu re

khoyi khoyi aankho me

khoye khoye se sapne

jhume ye dil diwana re

khoyi khoyi aankho me

khoye khoye se sapne

jhume ye dil diwana re

na kar yaar, na kar yaar

na kar yaar

apna banane ko, dil me sajane ko

koi kahan chhupa hai maula jane re

najro ka dhokha hai ya tumne roka hai

manzil hai samne pata hi na chale

raaho me aate jaate, geeto me gungunate

chumu jami aasma re

raaho me aate jaate, geeto me gungunate

chumu jami aasma re

main ajnabi zamane me, albela diwana

jivan me masti chahu re

main ajnabi zamane me, albela diwana

jivan me masti chahu re

kabhi jo dekha na, kabhi jo socha na

wo sabkuch kisse maangu re

khoyi khoyi aankho me

khoye khoye se sapne

jhume ye dil diwana re

khoyi khoyi aankho me

khoye khoye se sapne

jhume ye dil diwana re

na kar yaar, na kar yaar

na kar yaar, na

Explore this song