Roman script

na janey kaha se aayi hai, na janey kaha ko jaayegi

na janey kaha se aayi hai, na janey kaha ko jaayegi

divana kise banaayegi yeh ladki

badi chhoti si hai yeh bat

kisi key hath na aayegi yeh ladki 

kisi key hath na aayegi yeh ladki 

na janey kaha se aayi hai

yeh bhiga huwa badan tera, yeh bhiga huwa badan tera

iss dil me ag laga dega

chhayega badal julfo ka, 

pagal tujhe bana dega pagal tujhe bana dega 

karega yad mujhe din rat, karega yad mujhe din rat

bade afasos ki hai bat

kisi key hath na aayegi yeh ladki 

kisi key hath na aayegi yeh ladki 

yeh ladki si bhigi bhagi si, yeh ladki si bhigi bhagi si

kya ghar se bhag key aayi hai

yeh ladki nahi hai nagin hai

jo nind se jag key aayi hai jo nind se jag key aayi hai 

mere hatho me dey do hath, bade afasos ki hai bat

kisi key hath na aayegi yeh ladki

kisi key hath na aayegi yeh ladki

aram se baitho pas mere 

darane ki koyi bat nahi darane ki koyi bat nahi 

mai tumse kya daru mere, aise toh bure halat nahi

karegi yad mujhe din rat, karegi yad mujhe din rat

bade afasos ki hai bat

kisi key hath na ayega yeh ladka

kisi key hath na ayega yeh ladka

na janey kaha se aayi hai

Explore this song