Roman script

na chahiye mujhe koi
na chahiye mujhe koi pyar 
na chahiye mujhe koi  f
na chahiye mujhe koi pyar 
na chahiye mujhe koi saheli 
na hi koi yar 
jitna akelepan me maza hai 
utni pyar me saza hai 
dil tutata hai pyar se
kyu tod du mai ye dil 
dil tutata hai pyar se
kyu tod du mai ye dil 
kya mila hai mujhe pyar se
wo nahi meri manzil 
na chahiye mujhe koi
na chahiye mujhe pyar 
log kehte hai baatein 
sehta hu unka satana 
log kehta hai baatein
sehta hu unka satana 
gujarti hai akeli raatein
hai dil kuchh anjana 
jitna akelapan me maza hai 
utna pyar me saza hai 
na chahiye mujhe koi
na chahiye mujhe koi pyar  
na chahiye mujhe koi saheli 
na hi koi yar

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Deepti Naval, Sunil Raoh