Roman script

na wo humare, na dil humara 

kahin bhi apna nahi thikana

kahin bhi apna nahi thikana

kahin bhi apna nahi thikana

ye kisko malum kya banega

ye kisko malum kya banega

parayi daali se aashiyana

parayi daali se aashiyana

kahin bhi apna nahi thikana

khushi mohabbat ki khwaish

humari kismat kharab nikli

na hum bure hai, na wo bure hai

agar bura to hai humara

agar bura to hai humara

kahin bhi apna nahi thikana

hum unko apna bana rahe the

hawa me deepak jala rahe the

ye kya magar khushi hai jinki

galat hai umar dar ka fasana

galat hai umar dar ka fasana

kahin bhi apna nahi thikana

Explore this song