Roman script
kyon chalati hai pavan, kyon jhume hai gagan kyon machalta hai mann na tum jano na ham, na tum jano na ham kyon aati hai bahar, kyon lutata hai karar kyon hota hai pyar na tum jano na ham, na tum jano na ham yeh madhoshiya yeh tanhaiya tassabur me hai kiski parchhaiya yeh bhiga samaan umange jawan mujhe ishq le ja raha hai kaha kyon gum hai har disha, kyon hota hai nasha kyon aata hai maja na tum jano na ham, na tum jano na ham dhadakta bhi hai tadapta bhi hai yeh dil kyon achanak bahkta bhi hai mahakta bhi hai chahakta bhi hai yeh dil kya vafa ko samajhta bhi hai kyon milati hai najar, kyon hota hai asar kyon hoti hai sahar na tum jano na ham, na tum jano na ham kyon chalati hai pavan, kyon jhume hai gagan kyon machalta hai mann, na tum jano na ham kyon aati hai bahar, kyon lutata hai karar kyon hota hai pyar na tum jano na ham, na tum jano na ham lyrics typed by: neha gupta
Song details
- Singer: Lucky Ali
- Film / album: Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
- Composer: Rajesh Roshan
- Lyricist: Ibrahim Ashq
- Actor: Hrithik Roshan
- Actor: Amisha Patel
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Farida Jalal
- Actor: Mohnish Behl
- Actor: Dalip Tahil
- Actor: Satish Shah
- Actor: Aashish Vidyarthi
- Actor: Tanaz Currim
- Actor: Vrajesh Hirjee
- Actor: Asha Patel
- Actor: Master Abhishek Sharma
- Actor: Johny Lever
- Actor: Payal Malhotra
- Actor: Ram Mohan
- Actor: Shama Deshpande
- Actor: Kamal Singh
- Actor: Rajesh Tandon
- Actor: Farhad Nathani
- Actor: Master Farzan Dastoor
- Actor: Irin
Song video
actor: Hrithik Roshan, Amisha Patel