Roman script

na tu zameen ke liye

hai na aasmaan ke liye

na tu zameen ke liye

hai na aasmaan ke liye

tera wajood hai

tera wajood hai ab

sirf dastaan ke liye

na tu zameen ke liye

hai na aasmaan ke liye

palatke soo-e-chaman dekhne se kya hogaa

o o

o o o

palatke soo-e-chaman dekhne se kya hogaa

woh shaakh hi na rahee

jo thi aashiyaan ke liye

na tu zameen ke liye

hai na aasmaan ke liye

garaz parast jahaan mein

waffa talaash na kar

o o

o o o

garaz parast jahaan mein

waffa talaash na kar

ye shai banee thi kisi

doosre jahaan ke liye

tera wajood hai

tera wajood hai ab

sirf dastaan ke liye

na tu zameen ke liye

hai na aasmaan ke liye

Explore this song