Roman script

na to inkar kiya na to ikrar kiya

palke jhukake chupke chupke jiya 

mar diya mar diya ho

na to inkar kiya na to ikrar kiya

palke jhukake chupke chupke jiya 

mar diya mar diya ho

lahk kinara karo chupo na jao daro

aah bharo na bharo nain mile

lahk kinara karo chupo na jao daro

aah bharo na bharo nain mile 

prem jawani mile aag se pani mile

rup ki rani mile chain mile

pucha na ji kisi ne gor mukh pe 

war diya war diya ho

na to inkar kiya na to ikrar kiya

palke jhukake chupke chupke jiya 

mar diya mar diya ho

aankhe hai jhuki jhuki sanse hai ruki ruki

tamnna thaki thaki so gayi

aankhe hai jhuki jhuki sanse hai ruki ruki

tamnna thaki thaki so gayi

ham samhje umar kachi dil bola niyat achi

lekin mohabbat sachi ho gayi

juth batake sabko apna beda 

par kiya par kiya ho

na to inkar kiya na to ikrar kiya

palke jhukake chupke chupke jiya

mar diya mar diya ho

na to inkar kiya na to ikrar kiya

palke jhukake chupke chupke jiya 

mar diya mar diya ho

Explore this song