Roman script
na puchho gham ke maaro se na puchho gham ke maaro se kahan inka thikana hai na puchho gham ke maaro se na sathi hai na manzil hai kahan pe ghar ko jana hai na sathi hai na manzil hai kahan pe ghar ko jana hai na puchho gham ke maaro se kahan inka thikana hai na puchho gham ke maaro se kabhi aabad ki duniya hansi se shaah damani se hamari chandani raato ka ye bhula fasana hai hamari chandani raato ka ye bhula fasana hai ye duniya chand rauja hai sada isme nahi rahna kabhi hansna kabhi rona yahi tarde zamana hai kabhi hansna kabhi rona yahi tarde zamana hai na sathi hai na manzil hai kahan pe ghar ko jana hai na puchho gham ke maaro se kahan inka thikana hai na puchho gham ke maaro se
Song details
- Singer: Shamshad Begum
- Singer: Ram Panjwani
- Film / album: Maa Ka Pyar (1949)
- Composer: Govind Ram
- Lyricist: Ishwar Chandra Kapoor
- Actor: Sulochana Chatterjee
- Actor: Prem Adib
- Actor: Manorama
- Actor: Jeevan
Song video
singer: Shamshad Begum, Ram Panjwani