Roman script

na meri zuba pe tera naam aaya

na teri zuba pe mera naam aaya

nazar ka ishara nazar ka ishara

nazar ka ishara bahot kaam aaya

nazar ka ishara bahot kaam aaya

na meri zuba pe tera naam aaya

na teri zuba pe mera naam aaya

nazar ka ishara nazar ka ishara

nazar ka ishara bahot kaam aaya

nazar ka ishara bahot kaam aaya

bada khubsurat bana ye bahana

bada khubsurat bana ye bahana

kaha kya suna kya kisine na jana

kaha kya suna kya kisine na jana

na mere hi sar pe ye iljam aaya

na tere hi sar pe ye iljam aaya

nazar ka ishara nazar ka ishara

nazar ka ishara bahot kaam aaya

nazar ka ishara bahot kaam aaya

khule raj saare magar chupke chupke

khule raj saare magar chupke chupke

mili dil ko dil ki khabar chupke chupke

na teri taraf se ye paigam aaya

na meri taraf se ye paigam aaya

nazar ka ishara nazar ka ishara

nazar ka ishara bahot kaam aaya

nazar ka ishara bahot kaam aaya

na meri zuba pe tera naam aaya

na teri zuba pe mera naam aaya

na meri zuba pe tera naam aaya

na teri zuba pe mera naam aaya

Explore this song