Roman script

na kisi ki aankh ka nur hu 

na kisi ke dil ka karar hu 

jo kisi ke na kam aa sake 

mai wo ek muste gulbahar hu 

na kisi ki aankh ka nur hu 

mera rang rup bigad gaya

mera yaar mujhse bichhad gaya

jo chman fiza se ujad gaya

jo chman fiza se ujad gaya

mai usi ki fasle bahar hu

koi sath ha koi aaye kyu  

koi char phul chadaye kyu 

koi aaye kyu koi char phul chadaye kyu 

koi aake sama jalaye kyu 

koi aake sama jalaye kyu 

mai bekasi ka nazar hu 

na kisi ki aankh ka nur hu 

na kisi ke dil ka karar hu

Explore this song