Roman script

na karna kisi se mohabbat na karna

mohabbat na karna

ho na karna kisi se mohabbat na karna

mohabbat na karna

mohabbat ke hasi dokhe se darna

mohabbat ke hasi dokhe se darna

mohabbat na karna

ho na karna kisi se mohabbat na karna

mohabbat na karna

kisi ki najr se najr na milana

na milana

kisi ko kabhi apna ghar na batana

na batana

kisi gair ke sine par na chadna

mohabbat na karna

ho na karna kisi se mohabbat na karna

mohabbat na karna

bade hi dagabaaj hai muchh vale

muchh vale

bade hi sidhe sadhe bhole bhale

bhole bhale

meri jaan un bholo se darna

mohabbat na karna

ho na karna kisi se mohabbat na karna

mohabbat na karna

salamat hai jab tak tumhari javani

ho tumhari javani

kahenge ye khud hi tumse dilo ki kahani

ho dilo ki kahani

dilo ki nagriyo me paanv na dharna 

mohabbat na karna

ho na karna kisi se mohabbat na karna

mohabbat na karna

ho na karna kisi se mohabbat na karna

mohabbat na karna

Explore this song