Roman script

na kaho na ha kaho mon hi sadhe raho

mon rahne ka abhi adhikar hai tumhe

na kaho na ha kaho mon hi sadhe raho

mon rahne ka abhi adhikar hai tumhe

mon kahta hai ki mai savikar hai tumhe

mon kahta hai ki mai savikar hai tumhe

na kaho na ha kaho mon hi sadhe raho

mera tabi man bol utha priye jispal tumko dekha

mera tabi man bol utha priye jispal tumko dekha

hridaye gagan pe tum satrangi indar danush ki rekha

lo samarpit pyan ka sansar hai tumhe

mon kahta hai ki mai savikar hai tumhe

na kaho na ha kaho mon hi sadhe raho

chandni bayar kare jo apni mahak se pagal

tum ho vo sarita jo gahri ho kar bhi hai pagal

mai tum me visvas jagau tum do mujhko asha

mai tum me visvas jagau tum do mujhko asha

padne vale pad lete hai in naino ki bhasha

nain kah te hai ki mujhse pyar hai tumhe

mon kahta hai ki mai savikar hai tumhe

na kaho na ha kaho mon hi sadhe raho

mon rahne ka abhi adhikar hai tumhe

mon kahta hai ki mai savikar hai tumhe

Explore this song