Roman script

na jeene ki ijajat hai

na marne ki ijajat hai

yaha fariyad sun saiyad

hansne ki aadat hai 

yu hume jo bhi saza di meharbani aapki

kuch to kahiye kya khata thi meharbani aapki

yu hume jo bhi saza di meharbani aapki

zindagi bhar ki mohabbat, de de humko ye milap

zindagi bhar ki mohabbat, de de humko ye milap

kya se kya halat bana di meharbani aapki

yu hume jo bhi saza di meharbani aapki

iske aage kya kahe apno ne jab luta hume

iske aage kya kahe apno ne jab luta hume

bhanwar me kashti duba di aapki meharbani aapki

yu hume jo bhi saza di meharbani aapki

yu hume jo bhi saza di meharbani aapki

Explore this song