Roman script

na jane kya jadu kiya tune dil diwana ho gaya

aaja ab to aaja ab to aaja ab to aaja meri jaan

ye jo pyari si tadap hai yahi pyar hai

anjana jo mere pyar se mera yaar hai

pyar ka main gau tarana

tujhe jo pukaru main diwana

dil ki sada hai aashikana

ye jo mere dil ki sada hai yahi pyar hai

anjana meri sada se mera yaar hai

na jane kya jadu kiya tune dil diwana ho gaya

aaja ab to aaja ab to aaja ab to aaja meri jaan

tujhe sonp du zindagi main

tujhpe luta du har khushi main

teri hi karu bandagi main

ye jo mere dil me wafa hai yahi pyar hai

anjana meri wafa se mera yaar hai

na jane kya jadu kiya tune dil diwana ho gaya

aaja ab to aaja ab to aaja ab to aaja meri jaan

ye jo pyari si tadap hai yahi pyar hai

anjana jo mere pyar se mera yaar hai

na jane kya jadu kiya tune dil diwana ho gaya

aaja ab to aaja ab to aaja ab to aaja meri jaan

Explore this song