Roman script

barbad kiya o ha barbad kiya

jab tak bhi rahe meri wafao ko kare yaad

na jane kaha ab kadam le chale

na jane kaha ab kadam le chale

tumhare bichhadne ka gam le chale hai

tumhare bichhadne ka gam le chale hai

tumhare rahenge jaha bhi rahe hum

tumhare rahenge jaha bhi rahe hum

tumhe yaad kar kar ke niklega ye dam

tumhe yaad kar kar ke niklega ye dam

jo khayi thi humne kasam le chale hai

tumhare bichhadne ka gam le chale hai

na jane kaha ab kadam le chale

tumhare bichhadne ka gam le chale hai

kidhar jaye gam ka andhera hai har taraf

kidhar jaye gam ka andhera hai har taraf

mukadar me likhe mithe aansu

mukadar me likhe mithe aansu

na tumne diye hai na hum le chale hai

tumhare bichhadne ka gam le chale hai

na jane kaha ab kadam le chale

tumhare bichhadne ka gam le chale hai

Explore this song