Roman script

na jane is dil me ye kaisi hone lagi hai hulchul 
hulchul ye kahti hai yu jispe aane laga hai ye dil 
wo tu hi hai tu hi hai jaana ha tu hi hai 
aaj dil ne mere hai mana hai mana
na jane is dil me ye kaisi hone lagi hai hulchul 
main to kahta hi raha dil se bas dosti hai tujhse 
par ye dosti na jane kaise badh chali khud hi had se 
kaise karu main inkar dil se hai pyar tujhse
phir kyun na kah du main jana ha wo tu hai
tu hi mere dil ka arman 
na jane is dil me ye kaisi hone lagi hain hulchul 
maine ha maine abhi abhi suna vahi jo na kaha kabhi tumne 
tum the karib utne phir bhi pahchana nahi maine 
ab jo kiya hai ikrar dil se hai pyar tujhse 
phir kyun na kah du main jana ha wo tu hai 
tu hi mere dil ka arman 
na jane is dil me ye kaisi hone lagi hain hulchul 
hulchul ye kahti hai baaho me jiske milegi manjil
wo tu hi hai tu hi hain jaana ha tu hi hai 
aaj dil ne mere ha ye dil ne mere hai mana
na jane is dil me ye kaisi hone lagi hain hulchul

Song details

singer: Sangeet Haldipur, Anusha Mani