Roman script

aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara 

aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara 

na jaane ik nigaah me kya le gaya koi 

meri to zindagi chura le gaya koi 

na jaane ik nigaah me kya le gaya koi 

aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara 

na jaane ik nigaah me kya le gaya koi 

meri to zindagi chura le gaya koi 

na jaane ik nigaah me kya le gaya koi 

ab kaise chain aaye bata-ae-nigahein yaar 

na dil pe ikhtiyar hai na khud pe ikhtiyar 

na lab hile na sine me halchal kahi hui 

dil haar aaye aur khabar bhi nahi hui 

dil haar aaye aur khabar bhi nahi hui 

chupke se humko apna bana le gaya koi 

meri to zindagi chura le gaya koi 

na jaane ik nigaah me kya le gaya koi 

aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara 

ye bekhudi ye mast nigahon ki ye teri chaon 

rakhte kahi hai paon to padte nahi hai paon 

ye hale dil hua hai teri aasihki ke baad 

humko to hamara pta bhi nahi hai yaad 

humko to hamara pta bhi nahi hai yaad 

sanso me apni humko chupa le gaya koi 

meri to zindagi chura le gaya koi 

na jaane ik nigaah me kya le gaya koi 

meri to zindagi chura le gaya koi 

na jaane ik nigaah me kya le gaya koi 

aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara 

aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara

Explore this song