Roman script

na jane kya ho gaya hai tumhe dekhkar 

tumhe dekhkar tumhe dekhkar

pagal dil ye ho gaya hai 

tumhe dekhkar tumhe dekhkar tumhe dekhkar

is bekrari ka mohabbat naam hai shayad

pyar se kehte hai chahat naam hai shayad

kya batau kitna tumko pyar karti hai

kho na jao tum kahi is baat se darti hu

sanso me hai khushboo teri 

aankho me hai chehra tera

ye zindagi bin tere kuchh nahi

deewana main ho gaya hu tumhe dekhkar 

tumhe dekhkar tumhe dekhkar

pagal dil ye ho gaya hai tumhe dekhkar 

tumhe dekhkar tumhe dekhkar

paas itne aao ham ho jaye bekhabar

chahto ka har ghadi dil pe rahe asar

ji chahta hai tujhko main sine se lagalu

tere labo ke rang ko main aake churalu

jaadu ye kaisa tune kiya 

chhane laga hai tera nasha 

tere hi dam se dhadkata hai dil 

deewani si ho gayi hu tumhe dekhkar 

tumhe dekhkar tumhe dekhkar

na jane kya ho gaya hai tumhe dekhkar 

tumhe dekhkar tumhe dekhkar

pagal dil ye ho gaya hai 

tumhe dekhkar

Explore this song